Sunday 21 August 2011

Re: [Pak Youth] Plz All read it must

yar ye to koi baat na hui
koi to reply karay
mai b VU ka student hon
ager introduction nhi hai to kya hua

On Sun, Aug 21, 2011 at 10:10 PM, Hussain Abbas <bc110200529@vu.edu.pk> wrote:
Assalam-o-Alaikum 
ko kon hai yahan?


On Sun, Aug 21, 2011 at 10:38 AM, sara raza <sararazameer@gmail.com> wrote:
byshak  thanks umair bhai





On Sun, Aug 21, 2011 at 9:44 AM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
MAshAllaHHHHHHHHHH


On Sun, Aug 21, 2011 at 3:57 PM, Umair Saulat <saulat.umair@googlemail.com> wrote:
Mashallah.................... buhat achi baatein share ki hai aap ki hain aap ney is per koi bhi amal karta hai tu is ka sawab aap ko bhi milta rehy gay Ameen

On Sun, Aug 21, 2011 at 11:44 AM, sara raza <sararazameer@gmail.com> wrote:
thanks to all

sb log kaisy hain , or kia ho rah ahy aj sunday hy or funday bhi

On Sat, Aug 20, 2011 at 11:23 PM, Zoya Hussain <mc110202621@vu.edu.pk> wrote:
Waialaikum Asalam

Jazak ALLAH azawajal

On Sun, Aug 21, 2011 at 6:37 AM, sara raza <sararazameer@gmail.com> wrote:

Asalamo Aliekum

main aap se kuch achi batain share kerna chahti
hoon i know ye hamari zindagi main kaam anay
waali batain hain so plz ghor se parheya ga.......



1) har haal main Allah ka shukar ada kerna.

2) wo kabhi day k azmata hai kabhi wapis
lay kar naashukri na karna lakin sabar aur
namaz se madat latay rehna.....


3) kaamyabion k liya zuroori hai insaan apnay
past ko na bhoolay k wo kia tha.....
4)Allah agar ziada day to proud feel na kerna
warna us say bhi haat dho betain gay jo milla tha.


5)Hamesha apnay aap par nazar rakhain jo namatain
Allah nay aap ko di hain ..agar aisa karain gay to
hamesha khush rahain gay kyun k kuch longo ko to
ye bhi nahi milta..


6)Un longo par nazar na rakhain jinhain aap se ziada
facilities hasil hain balk ye dekhain k unhon nay kis
mehnat se ye sub hasil kia aur zuroori nahi insaan
had se ziada ki soch rakhay ye hirs main shamil hai...
7)hamesha sirf aur sirf Allah par bharosa karain koshish
zuroor karain lakin is ka result Allah par chor dain kyun
k agar wo cheez Allah aap k liya behtar samjhay ga to
zuroor day ga...
8) hamesha Allah ki raza main razi rehna kyun k
insan ko milta wo hi hai jo Allah chata hai lakin is
ka matlab hargiz ye nahi k insan koshish na karay
koshish karnay walon ko Allah pasand karta hai...


9)Allah ki muhabbat k baray main sochtay rahain k
wo hum se kitna pyaar kerta 70 maon se bhi ziada
ab khud hi soch lain 1 maan ka kitna pyaar hai...

hamari daily gunah aur nafarmanion k bawujood
wo hum ko astaghfaar kernay se muaf kerdeta..aur
phir hum us ki taraf musibat main raghib hon tab
bhi khush hota hai

10)zara sochain hai koi dunya main aisa jis k paas aap
sirf museebat main jye aur waisay na poochain to
aap ka saath day ..nahi na to khud sochain Allah se
barh ker hamra best friend bhi koi nahi hosakta...

us ki taraf haath barhye to wo chal
k aata hai...us ki
taraf chal k jye to wo dor k aata hai...

11)Allah paak khud farmaatay hain main tumhaaray ander
hoon mujhay dekhtay kyun nahi...

to kyun na aaj se in baaton par amal kernay ki koshish
ki jye koi bhi cheez achanak se h
asil nahi hoti ...lakin
Allah ki muhabbat main uthaya hua qadam kabhi zaya
nahi hota..

aur hoga bhi kaisay jis main khud Allah shamil hai us
main kaamyaabi yaqeeni hai..

to phir aye Allah ki rehmaton ka haath pakrain...aur us
ko dil main basa lain phir koi ghum koi fikar na hoga
Inshallah....


--
  1. Insan Dukh nahe detay, Insano se Wabasta Umeedein dukh deti hain


--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Pak Youth" group.
To post to this group, send email to pak-youth@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to pak-youth+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/pak-youth?hl=en.



--


     
     

      مٹی نا ہو  برباد پسی مرگہے الہی
   جب خاک اڑے  میری مدینے کی ہوا ہو 
آمین 
      ~~~ AttariMadani ~~~

--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Pak Youth" group.
To post to this group, send email to pak-youth@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to pak-youth+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/pak-youth?hl=en.



--
  1. Insan Dukh nahe detay, Insano se Wabasta Umeedein dukh deti hain


--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Pak Youth" group.
To post to this group, send email to pak-youth@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to pak-youth+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/pak-youth?hl=en.



--
Zindagi mein 2 Logo ka buhat khayal rahkoooo

Ist woh jiss ney tumhari jeet ke Liye buhat kuch hara hoo (Father)

2nd woh jiss ko tum ney har dukh me pukaara hoo (Mother)

Regards, 
Umair Saulat

--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Pak Youth" group.
To post to this group, send email to pak-youth@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to pak-youth+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/pak-youth?hl=en.

--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Pak Youth" group.
To post to this group, send email to pak-youth@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to pak-youth+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/pak-youth?hl=en.



--
  1. Insan Dukh nahe detay, Insano se Wabasta Umeedein dukh deti hain


--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Pak Youth" group.
To post to this group, send email to pak-youth@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to pak-youth+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/pak-youth?hl=en.


--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Pak Youth" group.
To post to this group, send email to pak-youth@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to pak-youth+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/pak-youth?hl=en.

No comments:

Post a Comment