Thursday 1 December 2011

[Pak Youth] AsalamuAlikum.. subah khair

Salam to my all group fellows

friends man Tahir hon, MIT 4sem ka student. complete degree holder in computer engineering or Job kar raha hon Rawalpindi man, The Lab Co, man.~ jo bais IT depart ha. software or dosra Window tools wagara develop karta han hm. man kall group  man aya or mana daka k boht c abusive mails ayi hoi han or boht sa loog parashan han is bat sa. Man apna experience or Knowledge ko samna rakta ho jo mana kall daka or samja wo man ap sb frds sa share karna cahta hon. 
sab sa pahla to man Mr, Muhammad Naveed ko Khuda ki Kasam Salam karta hon, he is a brave man, very nice person, has a great personality. k un ki ids sa itni sari fake mails ki gayi or un ko boht sa groups man bora bala kaha gaya laken mana un ki ak b mail us thread man nahi daki giss man wo apni safai daay raha hon, jagarna to door ki bat.. or sab kuch janta hova b...

sab sa pahla man ap ko basis samja hon:
ab ap dakeen... ya sab naveed bahi pa ilzam ha k unhon na ya mails ki. sab sa pahla koi b banda asa pagal nahi hota k apni he ID sa asi abusive mails kara, 2nd apni family ko gali day, 3rd apni repo karab kara or wo b read id sa. ya to bat sab ki samg man ati ha na. 
2nd jab VU Club man Atif or Cool ka against Khalid na mails ki tab ja kar VU Club ki management na foran Thread ko Close kar diya. or Atif or Cool ki hamayt man Mail b ki group man.. Laken jab khalid na Naveed ki id sa mail k tab to VU Club ki management na koi action nahi liya. Kiya wo taab soo rahi the. balka us thread ko ochla gaya. tanka loog wahan a kar comments kareen. Un ka right tha k apna group man conflict ko arise he na hona data.jasa atif ko cover kiya asa Naveed bahi ko b karta. too kiya baki sara members pagal tha, kiya hmm ko nazar nahi a raha k ya kiya game ha. ya sirf naveed bahi ko degrade  karna ka tareeka ha. tanka un ko bora bala kaha jay.or muhammad naveed ya sb janta hova b abi taak chup han.  3rd.Naveed bahi ki ID ka sath Muhammad word leeka hova ha to ya sawal he pada nahi hota ha Naveed Bahi apni he id sa Muhammad Naveed ki ID sa mails deliver kareen.naveed bahi jasa b han laken musalman han ,MashAllaha.  mana ya b daka jab naveed bahi ki id sa koi mail kisi group man nahi gayi jo gandi ho to us ko Khalid ya Cool ki ID sa forward kar ka lagaya gaya. ap sab dak saka han muktalef groups man.

2nd way: Computer Programming

Mr,Cool jo bari bari mails kar raha han  or deeka raha han programming ki pictures k ya dakeen ya mail naveed ki id sa ayi ha. wo bulkul galt ha.gis group sa wo mail lee gayi us group ka name us mail ki coding man mention hota ha. jo mail Cool na grop man send ki coding ko highlight kar ka. wo Blue Heaven group sa lee gayi the. so blue heaven ka nahi ay ga na. laken us na is ko muhmmad naveed ki id blueheaven k sath mila diya. k ya us id sa ki gayi ha. ap cahyeen to khud check kar sakta han. 2nd jo pic us na send ki wo zaroori nahi k sahi ho, pic k andar editing ho saki sa kuch b leeka ja sakta ha programming k andar. muhammad naveed ka ID ya un ko name. 3rd mana muhammad naveed bahi ki id ka necha  comments kana walon ki ids check ki server ka through ya ids same he han, mean k chand ak banda han jo ya comments kar raha ha different ids bana bana kar. un ka security questions same han. date of birth same ha. which show that is fake id.  fake delver ki gayi mail ki coding theck nahi hoti ha us man kisi ka b name mention kiya ja sakta ha kisi ki b id ya URL. separate option hoti ha is k lea.

Man sab sa yahi kahon ga, Naveed bahi sa na to man hamayat kar raha hon or na he kisi or ka against comments kar raha hon bss ya bata raha hon k kiya such ha or kiya juth. or agr sida or saff alfaz man kahon to ya Atif or Cool he han. or apni ids sa b is tarhan ki galt mails karna ka in ka maqasd ab apna ap ko saaf karna k dakeen g hamri id b hack ho gayi ha so hm b secure nahi han.. laken haqeeqt man wo he han. or kuch girls han un k sath or jo vuClub ki management ha jo sath day rahi han is abusive work man. khuda Haqayt day.

Baki ap ko jo bahtar laga wo karen. or agr frds ap ko abi b kisi pa ba waja saak ha to shak ka koi elag nahi ha..  

Salam Muhammad Naveed brother. God Bless You. 

--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Pak Youth" group.
To post to this group, send email to pak-youth@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to pak-youth+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/pak-youth?hl=en.

No comments:

Post a Comment