Wednesday 3 August 2011

Re: [Pak Youth] DAROOD-E-PAK

SubhanALLAH

On Wed, Aug 3, 2011 at 2:42 PM, Umair Saulat <saulat.umair@googlemail.com> wrote:

Hazrat Abu Bakar (R.A)

farmatey hain ke Darood-e-Pak insane k gunahoon ko itni tezii sey mitata hai k jitni tezi sey pani bhi aag ko nahi bujahati

 

 

 

Hazrat Jibrael , Makaeel, Israfeel & Izrael (A,S),  Rasool Allah (S.A.W) ke pass aaye,

 

Hazrat Jibrael (A.S) ney farmaya:-

Jo Aadmi 10 bar Juma ke Din Aap S.A,W per Darood-e-Pak bhaijy ga,mein uska haath pakar kar bijli ki tarha pul-e-sarat sey guzar don ga

 

Hazrat Mekaeel (A,S) ney farmaya:-

Mein usey Hozy-e-Koser ka Pani pilaon ga

 

 

Hazrat Israfeel (A,S) ney farmaya:-

Mein sajdy mein gira raho ga jab tak ALLAH us ki maghfirat na kar dey

 

Hazrat Izrael (A,S) ney farmaya:-

Mein uski rooh is terha qubaz karoo ga ke jis terha Paghambron ki rooh qubaz ki gii hai



is ka merey pass reference  nahi hai ager kissey ke pass ho tu post kar deena muhjey yeh acha laga tu mein ney share kar diya


--
Zindagi mein 2 Logo ka buhat khayal rahkoooo

Ist woh jiss ney tumhari jeet ke Liye buhat kuch hara hoo (Father)

2nd woh jiss ko tum ney har dukh me pukaara hoo (Mother)

Regards, 
Umair Saulat

--
-
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Pak Youth" group.
To post to this group, send email to pak-youth@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to pak-youth+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/pak-youth?hl=en.



--

Ƹ̵̡Ӝ̵̨̄Ʒ ♥─╬╬╬ஜఋ ఋஜ╬╬╬─♥ Ƹ̵̡Ӝ̵̨̄Ʒ ♥
 
......Mery Meyar Ko Samajhny Ky Liye Bs Itna Kafi Hai......
.......Mein Uska Har Giz Nahi Ho Skta Jo Har Kisi Ka Ho Jay.....
Boss
 
Ƹ̵̡Ӝ̵̨̄Ʒ ♥─╬╬╬ஜఋ ఋஜ╬╬╬─♥ Ƹ̵̡Ӝ̵̨̄Ʒ ♥

--
-
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Pak Youth" group.
To post to this group, send email to pak-youth@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to pak-youth+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/pak-youth?hl=en.

No comments:

Post a Comment