Wednesday 3 August 2011

Re: vu experts - Wazaef-o-Nawafil for Ramadan

Nice sharing thanks

On Tue, Aug 2, 2011 at 3:43 PM, Zoya Hussain <mc110202621@vu.edu.pk> wrote:



Wazaif For Ramadan

·        Ramadan Shareef Main har Namaz Isha wa Taraweh Kai Ba'ad Rozana 3 Martaba Kalma Tayeeba parhne Ki Bohat Fazeelat Hai.

1.      Awal Martaba Parhne Se Gunahon Ki Maghfeerat Hogi,

2.     Dusre Martaba Parhne Se Dozak Se Azaad Hona,

3.     Tesree Martaba Parhne Se Parhne Se Jannat Ka Mustahiq Hoga. 

 

·        Mah-e-Ramadan Ki Ik'kesween (21 Shab) Shab Ko 21 Martaba Surah Qadar Parhna Bhi Bohat Afzal Hai .

·        Mah-e-Ramadan Ki 25 Shab Ko 7 Martaba Surah Dakhan Parhe, Insha ALLAH azawajal Allah Paak Is Surah Kai Parhne Kai Bais Azzab-e-Qabar Sai Mahfuz Rakhe Ga.

·        25 Shab Ko 7 Martaba Surah Fatah Parhan Wastai Har Muraad Kai Bohat Afzaal Hai.

·        27 Shab Qadar Ko Saton Lahaam Parhe, Ye 7 Lahaam Azzab Qabar Sai Nijaat Aor Maghfiraat Gunaah kai Liye Bohat Afzaal Hai.

·        27 Shab Ko Surah Mulk 7 Martaba Parhni Wasite Maghfirat Gunaah Bohat

Fazeelat Wali Hai.

·          29 Shab 7 Martaba Surah Waqeea Parhe  Insha ALLAH azawajal Taraqi-e-Rizq Ki Bohat Afzal Hai.

·        Mah-e-Ramadan Ki Ksi Bhi Shab Main Ba'ad Namaz-e-Isha 7 Martaba Surah Qadar Parhne Bohat Afzaal Hai, Insha ALLAH azawajal Is Kai Parhne Sai Har Museebat Sai Neejat Hasil Hogi.


For Full Wazaef-o-Nawafil  Plz Download the attachment
Jazak ALLAH azawajal
     
     
Talib-e-Duwa............... Gulam-e-Attar

      مٹی نا ہو  برباد پسی مرگہے الہی
   جب خاک اڑے  میری مدینے کی ہوا ہو 
آمین 
      ~~~ AttariMadani ~~~

--
Please visit http://www.weblyceum.com and get registered for Past Papers, Quiz, Assignments, GDBs and much more...

To post to this group, send email to vu-experts@googlegroups.com

Do write to admin.bilal@weblyceum.com for Help, suggestion and Complaint.

--
Please visit http://www.weblyceum.com and get registered for Past Papers, Quiz, Assignments, GDBs and much more...

To post to this group, send email to vu-experts@googlegroups.com

Do write to admin.bilal@weblyceum.com for Help, suggestion and Complaint.

No comments:

Post a Comment