Monday 8 August 2011

Re: [Pak Youth] Poetry Corner..................01 August 2011









Kajal banke teri aankho mein samane ki tamanna hai,
Dawa banke tere dard mitane ki tamanna hai,
Yun to haasil hai zamane ki har cheez mujhe,
Sirf ek baar tujhe apna banane ki tamanna hai.
`
Tujhse bahut pyaar karte hai,
Tera har pal intezar karte hai,
Jahan mein Jiski na koi missal hai,
Tu gulabon mein ek khas gulab hai.
`
Har kadam pe aapka ehsaas chahiye,
Mujhe aapka saath apne paas chahiye,
Khuda bhi ro pade hamari judai se,
Aisa ek rista khaas chahiye.
`
Muskaan aapke hoton se kahin jaye na,
Ansoo aapki palkon pe kabhi aye na,
Poora ho aapka har khaab,
Aur jo poora na ho wo khaab kabhi aye na.
`
Hum tumhe pyaar karte hai itna,
Tumko kya pata kitna,
Baarish agar hoti hai bahar,
Such kaheta hoon, dekhlo paani ki boond hai jitna

















:

HAR BAAT PAY BIGARTAY REHTAY HO

BAY CHAIN HAMESHA REHTAY HO

YEH SAB NISHANI ISHQ KI HAI,

KIYA ISHQ KISI SAY KERTAY HO?

RATOON KO JAGTAY REHTAY HO

AUR SITAARY BHI TUM GINTAY HO,

YEH SAB NISHANI ISHQ KI HAI,

KIYA ISHQ KISI SAY KERTAY HO?

ZIKR JO MERA CHALTA HAI

CHEHRAY KA RANG BADALTA HAI ,

BAY CHAIN SAY TUM HO JATAY HO,

KIYA ISHQ MUJH HI SAY KERTAY HO?

 




--
 
"Luck is not in your hand but work is in your hand Luck never make your work but work can make your luck so always trust in yourself you can do everything"

HAYA
Dezzert Rose



--
-
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Pak Youth" group.
To post to this group, send email to pak-youth@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to pak-youth+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/pak-youth?hl=en.

No comments:

Post a Comment