Sunday 28 August 2011

Re: [Pak Youth] Poetry Corner................26 August 2011

Meray hi Hathon par likhi hai meri taqdeer

Aur meri hi taqdeer 
par mera bas nahi chalta...

On Sun, Aug 28, 2011 at 10:26 AM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Hon gay juda hum es tarah, imkan tu na tha…..
Ye dil kabhi bhi es tarah, weraan tu na tha.
~~Jesay howa hai ab k wo, halaat say mray…..
Pehlay kabhi wo es tarah, anjaan tu na tha.

~~Wo shehr se gia hai tu, ronaq bhi lay gia…..
ye shehr es tarah kabhi, sunsaan tu na tha.

On Sun, Aug 28, 2011 at 10:19 AM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:

Tufaan Tinkey ko uraa kar chala gaya

Guzra Waqat Bohat kuch sikha kar chala gaya

aise b hote hain dunia main yeh socha na tha

jise chup karaya wohi rula kar chala gaya

On Sun, Aug 28, 2011 at 10:18 AM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Bichar jaen gy hm lykin.
Hmari yad k jugno.
Tmhari shab k daman mein.
Sitara ban k chamkein gy.
Tmhain be-chain rakhein gy.
Bare masroof rehne k bahane tum banao gy.
Bohat koshish karo gy k ab mosam jo badle tou.
Humhari yaad na aey.
Magar aisa nahi hoga.
Kahin jo sard mousam mein.
Meray mazi ko socho gy tou aankhein bheg jaein gai.
Bichar jao magar sun lo.
Humhary darmiyan aisi koi tou baat bhi hogai.
Jise tum yaad rakho gy.
Jise tum bout yaad rakho gy.

On Sat, Aug 27, 2011 at 3:54 PM, christ lover <mc100404615@vu.edu.pk> wrote:
wlcm bro g

On Sat, Aug 27, 2011 at 3:48 AM, Umair Saulat <saulat.umair@googlemail.com> wrote:
Shuriya aap bhio share karey kuch 

On Sat, Aug 27, 2011 at 3:46 PM, christ lover <mc100404615@vu.edu.pk> wrote:
bht khoob 

On Sat, Aug 27, 2011 at 3:14 AM, Umair Saulat <saulat.umair@googlemail.com> wrote:
Zarbardastttttttttttttttttttttttttttttttttttt

On Sat, Aug 27, 2011 at 3:08 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
kisi ko na pane se zindagi khatam nahi hoti... Lekin!!!
 Kisi ko Pa kar koh dene se kuch Baaki nahi Rehta...

On Sat, Aug 27, 2011 at 3:07 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Mere Dil ka dard kisne dekha hai,
hume to bas khuda ne hi tadapte huae dekha hai.
Hum to rote hain baithkar tanhai mai,
par logon ne akser mujhe mahfil mai haste dekha hai.

On Sat, Aug 27, 2011 at 3:06 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Tufaan Tinkey ko uraa kar chala gaya

Guzra Waqat Bohat kuch sikha kar chala gaya

aise b hote hain dunia main yeh socha na tha

jise chup karaya wohi rula kar chala gaya

On Sat, Aug 27, 2011 at 3:05 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
jise hamne chaha usko hum pa na sake,

jisne hame chaha use chah na sake,

ye to dil tutane ka khel tha,

kisi ka toda apna bacha na sake.

On Sat, Aug 27, 2011 at 3:04 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Bhool Jana Bhi Usay Yaad bhi Kartay Rehna,
Acha Lagta Hai Isi Dhun Mein Bikhartay Rehna,

hijar walon Se Bari Dair Se Sikha Humne,
Zinda Rehnay K Liye Jan Se Guzartay Rehna,

On Sat, Aug 27, 2011 at 3:03 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Hamary baad nahi aay ga Tumhain chahat ka aesa Maza,

Tum logon sy khud kehtay phiro gay mujay chaho us ki Trah.....

On Sat, Aug 27, 2011 at 2:59 PM, Umair Saulat <saulat.umair@googlemail.com> wrote:

Kabhi to ki hogi suraj ne chand say mohabbat
Tabhi to chand mein daagh hay,

Mumkin hai ki chand ne ki hogi bewafai
Tabhi to suraj mein aag hay.

On Sat, Aug 27, 2011 at 2:53 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Dost to ruksat ho jaate hai....
Par kuch yaaddoon k daaayre ban jaate hai...
Bhuul jana to insaan ki fitrat hai...
Par kch dost yadoo me bass jaate hai..

On Sat, Aug 27, 2011 at 2:51 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Raatein gumnaam hoti hai,
Din kisike naam hota hai,
Hum zindagi kuch is tarah jeete hai,
Ki har lamha doston ke naam hota hai !!!

On Sat, Aug 27, 2011 at 2:50 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Kaun kehta hai Dost tumse hamari Judaai hogi,
Ye Khabar kissi aur ne Udaai hogi,
Shaan se rahenge aapke Dil mae hum,
Itne shayries mein Humne kuchh toh Jagah banaai hogi........ ...

On Sat, Aug 27, 2011 at 2:49 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:

Tumse doori ka ehsaas sataane lagaa,
Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga,
Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki aye dost,
Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga !!!

On Sat, Aug 27, 2011 at 2:48 PM, Umair Saulat <saulat.umair@googlemail.com> wrote:

Kuch meethe pal yaad aate hain,
Palko par ansu chor jate hain,

Kal koi aur mil jaaye toh hamain na bhool jana,
Dosti ke rishtey zindagi bhar kaam aate hain.

On Sat, Aug 27, 2011 at 2:48 PM, Umair Saulat <saulat.umair@googlemail.com> wrote:

Mujhe tujhse milne ki taqdeer nazar aayi,
mujhe apne pairon mein zanjeer nazar aayi.

Jitne aansoo bahaye teri yaad mein,
har aansoo mein tasveer teri nazar aayi.....

On Sat, Aug 27, 2011 at 2:46 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:

Ek Döst Méri Zindgi Méin Aisä Häi"

"Möhäbätön Ki Trhä Häi Wäfäön Jäisä Häi"

"Méri Täläsh Ki Häd Us Pr Khätm Hö Jäyé"

"Zäméèn Pr Häi Wö Mgr Asmään Jäisä Häi"

On Sat, Aug 27, 2011 at 2:45 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:

Yeh dosti charag hai jalay rakhna

Yeh dosti khusbo hai mehkay rahhna

Ham rahein ap k dil mein hamesha k lia

Itne jaga dil mein hamare liye banae rakhna...

On Sat, Aug 27, 2011 at 2:45 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:

"IS Dosti"Ka Andaz Kuch Aisa hai,

kiya Batain k ab "Haal" kaisa hai,

"kaun"kehta hai k Aap"Chand"jaise ho,

"Sach"to ye hai k"Chand" Aap jaisa hai..

On Sat, Aug 27, 2011 at 2:42 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
ab pehla sa wo khalos wo ulfat nahe rahe,
ab doston me rasm_a_muhabat nahe rahe,
muddat sy mere yaad sy gafil hain mery "dost".
shayad k ab unko mere zarroorat nahe rahe…..!

2011/8/27 bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk>
Wada na kero agar tum nibha na sako,
Chaho na usko jis ko tum pa na sako,
dost to bohat hain dunya main par,
Ek khaas rakho jis k bina tum muskura na sako.

On Sat, Aug 27, 2011 at 2:39 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:

Jalaate hai hum apne dil ko diye ki tarah..
Teri Zindagi main khushiyon ki roshni laney k liye.
Seh jatey hain her chubhan ko apne pairon taley..
Teri Rahoon main phool bhichane ke liye.

On Sat, Aug 27, 2011 at 2:38 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Her taraf khamoshi kaa saya hai,
zindagii me pyar kisne paya hai?
hum yaado me jhoomte hai unki,
Aur zamana kehta hai "Dekho aaj phir PEE ke aaya hai."

On Sat, Aug 27, 2011 at 2:37 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Jisney Chand ki roshni nahi dekhi.
jisney pholon ki tazgi nahi dekhi.
jo ye kehte hain k mitt jati hai dooriyon se dosti.
Usney shayad hamari dosti nahi dekhi.

On Sat, Aug 27, 2011 at 2:37 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Woh darakht jin per parindon k ghar nahi hotey,
Daraz jitney bhi hon mautbar nahi hotey,
mere doston ki pehchan hai sirf itni,
Un k dilon main nafraton k ghar nahi hotey.

On Sat, Aug 27, 2011 at 2:36 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:

Qarz dosti ka ada kon karay ga?
dost na hon gay to wafa kon karay ga?
aey ALLAH mere doston ko salamat rakhna,
warna mere jinay ki dua kon karay ga?

On Sat, Aug 27, 2011 at 2:35 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Aap ki palkon per khawab rakh gaya koi,
aap ki sanso per naam likh gaya koi,
Chaloo wada hai aap se bhool jana humain,
Agar hum se acha dost aapko mil jahay koi.

On Sat, Aug 27, 2011 at 2:27 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Greatttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttt bahi jan buht achi ha poeetry i like it

On Sat, Aug 27, 2011 at 3:41 AM, Umair Saulat <saulat.umair@googlemail.com> wrote:

Mene kab chaha k wo zindagee mere name kare,
Bas mujhe chahe itna sa mera kam kare,

Har roz kuch lamhe mujhe socha kare,
Kab kaha meri yaad me subha sham kare

On Fri, Aug 26, 2011 at 11:28 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Aj tk qayem hai oske loat any ki umeed
aj tak thehri hai zindagi apni jaga
lakh ye chaha k osy bhool jaun pr faraz
hosly apni jaga bebasi apni jaga

2011/8/26 bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk>
Khirrkiyan kis tarha ki hain, aur dar kaisa hai wo
Sochta hun jis mein wo rehta hai, ghar kaisa hai wo
Kaisi wo aab_o_hawa hai jis mein wo leta hai saans
Aata jata hai wo jis per, rah_guzer kaisa hai wo
Kaun see rangat k hain us k zameen_o_aasman
Chaon hai jis ki yahan tak, shajar kaisa hai wo

On Fri, Aug 26, 2011 at 11:23 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Tu Ne Tu Irade Hi Mere Tor Diye Hain
Guzre Ga Safar Kaise,Khara Soch Raha Hoon

2011/8/26 bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk>
Aati Hai Chahto Ki Kahani Pe Ab Hasi
Tum Se Bichar Ke Soch Ke Rukh Bhi Badal Gaye
Ab Tum Ko Dekh Kar Bhi Dharakta Nahi Hai Dil
Tum Wo Nahi Rahe Ke Mere Dukh Badal Gaye

On Fri, Aug 26, 2011 at 11:20 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Dil Walay Ankhoon Ke Baat Samaj Laity Hain
Khawab Mian Mil Le To Mulaqat Samaj Laity Hain
Rota To Asman Bhi Hai Kisi K Pyar Main
Lakin Log Usy Barsat Samaj Laity Hian

On Fri, Aug 26, 2011 at 11:18 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Aansu jo beh rahey hein inhein behney do
Yeh keh rahey hein dil ki baat, kehney do
Buhat bawafa ho tum, yeh ham ko hai maloom
Tum apni wafa ki baat, apney tak hi rehney do!
Mila to kia mila tumhein chahney kay baad
Bas dukh hi seh rahein hein, hamein sehney do

On Fri, Aug 26, 2011 at 11:14 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Tumharey Rah badalney ki baat kis sey karun
MAin apney KHaab bhikharney ki baat kis sey karun
Abhi woh jaan-e-Ghazal duor hai nighahoon sey
Abhi main Jaan sey Guzarney ki baatv kis sey karun
ABhi toh hijr ki tareekiyan hain dono tafar
Abhi main Chaand Nikalney ki baat kis sey karun ?
Abhi toh ghammoon sey Nidhaal hain sabhi
Abi main tery badlne ki bat kis se krno ?????????

2011/8/26 bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk>
Aye moj-e-hawa,Ab tu hi bata,
Wo yar hamara kaisa hai?
Jo bhool gaya hum ko kab se,
Wo jaan se pyara kaisa hai ?
Kia us ko jeewan lamho mein,
Koi lamha mera baqi hai ?
Kia uski jaagti aankhon main,
Meri yaad se phaili udasi hai ?
Kia wo bhi meri tarah yun hi,
Shab bhar jaga kerta hai ?

On Fri, Aug 26, 2011 at 10:32 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
teri khushbu ka pataa karti hai,
mujh pay ehsaan hawa karti hai,
shab ki tanhai mei ab to aksar,
guftagu tujh say raha karti hai,
dil ko us raah pay chalna hee nahi,
jo mujhay tujh say juda karti hai,
zindagi meri thee lekin ab to,
teray kehnay mei raha karti hai,
us nay dekha he nahi warna yeh aankh,
dil ka ehwaal kaha karti hai,

On Fri, Aug 26, 2011 at 10:28 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Karoge Yaad Ek Din Is Pyar Ke Zamane Ko
Chale Jayenge Jab Hum Kabhi Na Vapas Aane Ko
Chalega Mehfil Me Jab Zikr Hamara Koi
To Tum Bhi Tanhayi Dhundoge Aansu Bahane Ko

On Fri, Aug 26, 2011 at 10:25 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Din To Guzar Hi Jata Hai Logon Ki Bheed Me
Kartey Hain Basar Raat Main Aur Meri Tanhai
Saanson Ka Kya Bharosa Kab Chod Jain Saath
Laikin Rahainge Saath, Main Aur Meri Tanhai
Aaye Na Tumhe Yaad Kabhi Bhul Kar Bhi hum
Kartey Hain Tumhe Yaad Main Aur Meri Tanhai
Aa Ke Paas Kyon Door Ho Gaye ???? HUM SE
Kartey Hain tumhne yad MAin or meri Tanhai

On Fri, Aug 26, 2011 at 10:21 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
yeh sheher agar sheher hai to sunsaan sa kyon hai
is sheher ka har fard parshaan sa kyon hai
is sheher ke log jisey kehte hain maseeha
woh shakhs mre dard se anjaan sa kyon hia
mitti ka bana hai to ghul kyon nahin jata
pathar ka sanam hai to insaan sa kyon hai

On Fri, Aug 26, 2011 at 10:19 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Kabhi Ghum Ki Aag Main Jal Uthe
Kabhi Dil ka Dagh Jala Dia
Ay Janoon-e-Ishq Bata Zara
Mujhe Kyun Tamasha Bana Dia
Gham-e-Ishq Kitna Ajeeb Hai
Ye Janoon Se Kitna Qareeb Hai
Kabhi Ashk Palkon Pay Ruk Gaye
Kabhi Main Ne Darya Baha Dia
Mera Jazba-e-Shoq To Dekhiye
Meri Bandgi Hai Wo Bandgi
Jahan Tera Naqsh-e-Qadam Mila
Wahin Kaaba Main Ne Bana Dia

On Fri, Aug 26, 2011 at 10:17 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Nahi Aise Satao Tum, Mujhe Tanhayi Dasti Hai,
Kahin Se Lout Aao Tum, Mujhe Tanhayi Dasti Hai,
Yaqeen Tumko Meri Baaton Pe Akhir Kyun Nahi Aata,
Khudara Maan Jao Tum,, Mujhe Tanhayi Dasti Hai,
Koi Dastak, Koi Aahat, Na Koi Ghar Pe Aaya Hai,
Parindon!! Chehchao Tum, Mujhe Tanhayi Dasti Hai

On Fri, Aug 26, 2011 at 10:14 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Mohabbat hum ne ki jo ek khata hogayi
Ki wafa or zindagi saza hogayi
Wafa karte rahe hum ibadaton ki tarhan
Phir ibadat khud ek gunah hogayi
Kitna suhana tha safar jab sath thay hum
Phir kia howa kyun manzil juda hogayi
Koi chahat koi hasrat koi umeed nahi rahi
wo gaya to laga dunya fana hogai
?

On Fri, Aug 26, 2011 at 10:12 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Mujh say kehti hai tery sath rahoongi
Buht piyar krti hai mujhsey udasi meri…

On Fri, Aug 26, 2011 at 10:10 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Main Na Hoon Ga Tou
Meri Yaad Ki
Baarish Ho Gi
Ek Pal Bhi Tujhey
Tanha Na Chorho'n
Gey !!!

On Fri, Aug 26, 2011 at 10:06 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Din Dhaltey Hi Ujarr Jaati'n Hyn Aankhei'n Jis Terha Shaam Ko Bazaar Kisi Gaao'n Mein

On Fri, Aug 26, 2011 at 10:01 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
itna bi apni zaat se koi juda na ho nikle teri talaash mein apna pata na ho dekho kay phir hawaon kay tevar badal gai sahil ki rait par koi kuch likh raha na ho tanhaian kuch is tarha basti hain mery saath aakaas bi jesay shajar se juda na ho
- Show quoted text -On Fri, Aug 26, 2011 at 9:51 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote: - Show quoted text -Pass wo itna tha jaisay dil aur dharkan Dekhta tu hum dono mein fasla bhi bohat tha Milnay ki tarhan hum mil na paye thay kabhi Mera aur uska rabta bhi bohat tha Itnay arsay mein bhi usay mujh par aitbar na aya Ye sach hai wo mujhay janta bhi bohat thaOn Fri, Aug 26, 2011 at 9:44 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote: taqdeer ka rang kitna ajeeb hai ajnabi rishta hai phir b kareeb hai hr kisi ko dost app jaise nahi milta mujhe app mile ye mera naseeb haiOn Fri, Aug 26, 2011 at 9:28 PM, Haya <luckasma123@gmail.com> wrote: nice shagufta siso -- You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Pak Youth" group. To post to this group, send email to pak-youth@googlegroups.com. To unsubscribe from this group, send email to pak-youth+unsubscribe@googlegroups.com. For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/pak-youth?hl=en.

--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Pak Youth" group.
To post to this group, send email to pak-youth@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to pak-youth+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/pak-youth?hl=en.

--
Zindagi mein 2 Logo ka buhat khayal rahkoooo

Ist woh jiss ney tumhari jeet ke Liye buhat kuch hara hoo (Father)

2nd woh jiss ko tum ney har dukh me pukaara hoo (Mother)

Regards, 
Umair Saulat

"The Lord is My Shepherd "I Lack Nothing.
ʃə'zi:ə 'bhæt.i

No comments:

Post a Comment