Friday 21 October 2011

Re: [Pak Youth] Poetry Corner

zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain
main to mar kar bhi meri jan tujhe chahunga

tu mila hai to ye ehsas hua hai mujhko
ye meri umr mohabbat k liye thori hai
ik zara sa gam-e-dauran ka bhi haq hai jis par
main ne wo sans bhi tere liye rakh chori hai
tujh pe ho jaunga qurban tujhe chahunga

apne jazbat mein nagmat rachane k liye
main ne dharakan ki tarah dil mein basaya hai tujhe
main tasawwur bhi judai ka bhala kaise karun
main ne qismat ki lakiron se churaya hai tujhe
pyar ka ban k nigehaban tujhe chahunga

teri har chap se jalte hain khayalon mein chirag
jab bhi tu aye jagata hua jadu aye
tujhako chhu lun to phir ae jan-e-tamanna mujhko
der tak apne badan se teri khushbu aye
tu bahron ka hai unwan tujhe chahunga

On Fri, Oct 21, 2011 at 5:48 PM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
Daulat E Dard ko duniya se chupa kar rakho
Aankh mein aansu na ho aur dil mein samandar rakho

On Fri, Oct 21, 2011 at 5:46 AM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:

TumhEn jO yaad rakha hai
yEhi apni mOhabbaT hai

mOhabbaT kar nE waLoOn ki
mOhabbaT kab badaLti hai
……
jO diL main naQaSsh hO jayE
niGhaaOon main simaT aayE

aLaamaT hai yE ChahaT ki
ChahaT kab badaLti hai

Tumhi kO chahatE hain hum
Tum hi sE piyaar kartE hain

yE barsOon ki Aadat hai
Aadat kab badaLti hai…

On Fri, Oct 21, 2011 at 5:39 AM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:
taqdeer ka rang kitna ajeeb hai
ajjana rishta hai
phir b kareeb hai
hr kisi ko dost app jaise nahi milta
mujhe app mile ye mera naseeb hai

On Fri, Oct 21, 2011 at 5:36 AM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:

Khaamoshii Khud apanii sadaa ho aisaa bhii ho sakataa hai
sanaTaa hii gun'j rahaa ho aisaa bhii ho sakataa hai

meraa maazii mujh se bichhar kar kyaa jaane kis haal main hai
merii tarah vo bhii tanhaa ho aisaa bhii ho sakataa hai

sahara sahara kab tak main Dhuu'Ndhuu'N ulfat kaa ek aalam
aalam aalam ik saharaa ho aisaa bhii ho sakataa hai

ahl-e-tuufaan soch rahe hain saahil Duubaa jaataa hai
Khud un kaa dil Duub rahaa ho aisaa bhii ho sakataa hai…

On Fri, Oct 21, 2011 at 5:33 AM, bc110200528 Shugufta Nargis <bc110200528@vu.edu.pk> wrote:

Mom Ki Tarah Pighaltey Howey Dikha Usko
Rut Jo Badli Badalatay Howey Dikha Usko

Wo Jo Kanton Ko B Narmi Say Chowa Karta Tha
Hum Nay Pholon Ko Masaltey Howey Dikha Usko

Janey Kis Ghum Ko Chupaney Ki Tamana Hai Usey
Aj Har Baat Peh Hastay Howay Dikha Usko

Janeh Wo Mangney Jata Hai Duaon Mai Kisey
Hath Uthatey He Sisktey Howey Dikha Usko

On Thu, Oct 20, 2011 at 10:05 AM, SIMBA SHAH <bc110201095@vu.edu.pk> wrote:
Haya siso mein poetry kis time share kron , kyun k mgy ap k comments bhe chahean, because ap bhe meri trha poetry ko gehrai mein ja k parhti hein,
regards for all,
SHAB BAKHAIR

--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Pak Youth" group.
To post to this group, send email to pak-youth@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to pak-youth+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/pak-youth?hl=en.

--

suna tha zindgi azmish leti ha MUHSIN
yahna to azmyshono ne zindgi le li......

HAris

No comments:

Post a Comment